One response to “Saghar Warsi, Ka Majmooa-e-Kalam “Irteqa” (Post-12)”
Mazhar Masood
August 6, 2010 at 9:59 pm
Yun hai jeenay say tabiyat bay-zaar ,
Zindagi Baaray-graan ho jaisay.
Saghar Warsi
“Firaaq” nay kaha hai .
Is daur main Zindagi Bashar ki ,
Beemar ki raat ho gai hai.
***********
Raastay band hain Faraar muhaal ,
Kya karain ahlay-gum,kahaan jaain.
***********
Zindagi kya hai aaj isay ae Dost ,
Soch Lain aur udaas ho jaain .
***********
Sab marhalay Hyaat kay Tai kar kay ae “FIRAAQ”,
Baithay huay hain Maut main taakheer dekh kar .
Mazhar Masood
August 6, 2010 at 9:59 pm
Yun hai jeenay say tabiyat bay-zaar ,
Zindagi Baaray-graan ho jaisay.
Saghar Warsi
“Firaaq” nay kaha hai .
Is daur main Zindagi Bashar ki ,
Beemar ki raat ho gai hai.
***********
Raastay band hain Faraar muhaal ,
Kya karain ahlay-gum,kahaan jaain.
***********
Zindagi kya hai aaj isay ae Dost ,
Soch Lain aur udaas ho jaain .
***********
Sab marhalay Hyaat kay Tai kar kay ae “FIRAAQ”,
Baithay huay hain Maut main taakheer dekh kar .
Kya khyaal hai Janaab.